This was strictly meant for private circulation till he forced me to share -
Hai kahan ki himaat-e-marda jo tum se joojh le
Hai kahan woh pak-e-seerat jo yeh daman choom le
Tum kisi Gomukh ki Ganga, tum subah ka phool ho
Tum oss ka patte pe girna, Tum khuda ki bhool ho
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
2 comments:
Hai kahan ki himaat-e-marda jo tum se joojh le
Hai kahan woh pak-e-seerat jo yeh daman choom le
Tum kisi Gomukh ki Ganga, tum subah ka phool ho
Tum oss ka patte pe girna, Tum khuda ki bhool ho
Tum aab-e-chirag, naqsh-e-mukamal, shokhi-e-suroor ho
khuda ki bhool goya tum meri nakabil rasai ka uboor ho
Hai waqt mein maujein jo sang par tareekh tarash dein
Mashre mein kavayadein jo shokhi–e-rindan ko mat dein
Bhool- tuhfa-e-takhleek, barpe to janib-e-ausar zaroor ho,
Waqt ko kya khoob tarasha tumnein, aaj khuda ka guroor ho
nice
Post a Comment