Sunday, August 05, 2007
Alfaaz ...
Husn-e-seerat ke ghar ka pata kisi ko na tha
Husn-e-soorat ke bazaar mei boliyan lagi
Tamaam raat teri yadon ka intezar kiya
Tamaam umr isi masroofiyat mei kati
Ki tune kitni betaqallufi se mujhe tamaam kiya
Sikhane wale ne ehsaan bhi tamaam kiya
Tazagi ki khushbhu hai, jumla sunte jaiye
Kahin kisi aur se suneinge, to
Mere hisse ki hansi mari jayegi
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
6 comments:
that was really nice.....gud command on urdu...
Wish you a very very happy birthday! I wish had the opportunity to talk to you. Anyway, have a great weekend. Once again, many many happy returns of the day...
kaafi waqt guzar gaya....koi nayi rachna nahi sammilit hui...
kuch likhiye.......its really a long time.
Mujhe to husneseerat ka pata chal hee gaya;husnesoorat bhi wahin namoodar hua.
tu jahan rownake-afroz ho ae pharjand;
sari barkat ki bayas wahi shai hogi.
tu kiski yadon me ghul raha hai o majnoo;ye kamsin umr nahin yon masrrf hone ki.
abhi to din hain khelne aur khane ke;
tamam umr age hogi nisaar hone ki.
do u know me?
Mujhe to husneseerat ka pata chal hee gaya;husnesoorat bhi wahin namoodar hua.
tu jahan rownake-afroz ho ae pharjand;
sari barkat ki bayas wahi shai hogi.
tu kiski yadon me ghul raha hai o majnoo;ye kamsin umr nahin yon masrrf hone ki.
abhi to din hain khelne aur khane ke;
tamam umr age hogi nisaar hone ki.
do u know me?
hey....hi..
u seem too busy..so not getting time fr poetry.....but try to manage...
Post a Comment