Sunday, August 05, 2007
Alfaaz ...
Husn-e-seerat ke ghar ka pata kisi ko na tha
Husn-e-soorat ke bazaar mei boliyan lagi
Tamaam raat teri yadon ka intezar kiya
Tamaam umr isi masroofiyat mei kati
Ki tune kitni betaqallufi se mujhe tamaam kiya
Sikhane wale ne ehsaan bhi tamaam kiya
Tazagi ki khushbhu hai, jumla sunte jaiye
Kahin kisi aur se suneinge, to
Mere hisse ki hansi mari jayegi
Subscribe to:
Posts (Atom)